Breaking News

HIndi sms

Hindi sms



ABoldap ko Miss Karna roj ki bat hai,
Aap ko yad karna aadat ki baat hai,
Aap se dur rehna kismat ki baat hai,
Magar aap ko jhelna himmat ki bat hai.



Zindagi behaal hai,
Sur hai na taal hai,
Msz box bhi kangal hai,
Kya aap ki sms factory me hartal hai,
Yaar kuch to bhejo ye meri mobile ki zindagi ka sawal hai
.


Kalam uthaya hai lafs nahi milta,
Jisko dhundh raha hu wo saks nahi milta,
Phitre he wo jamane ki talas me,
Bas hamare lia une waqt nahi milta


Aag suraj pe hota hai, jalan janeman ko parta hai mohobat negaho
karta hai, tadapna dil ko parta hai, mis cal aap dete hai lekin
sms hame bhesna parta hai.



((()))
(((())))
((@)(@))
(((;<.>;))))
(((((..._..))))))
Kesa laga aap ka picture?????






Dosti ki galiyo me kahi gam naho. Hamari
ye rista kabhi kam naho.
Bus yehi ye duwa tum khus raho.
Kya pata tume yad karne wale dost
kalho na ho.




Do pal ki zindagi bus yunhi bitjayeki,
kali rat ki bad hi suraj ka chehera najar
aayegi, or muse dost ki jarurat pare to sub
se 1st aap hi ka yaad aayega.


Dur he aapse to kuch gam nahi,dur raheke
bhulne wale o hum nahi,roj mulakat na ho
to kya huwa, aap ki yaad aap ki mulakat se
kam nahi.






No comments