Breaking News

Break up sms 18

Na mein paas usko bu    
Na mein paas usko bula
Saka,
Na mein dil ki baat bata
Saka,
Woh hansi hansi mein
Chal dia,
K mein haath tak na hila
Saka,
Yun hi sochta rahadur
Tak,
Magar usko kuch na bata
Saka,
Yeh maqam hi tha ajeeb
Sa,
K mein khud ko bhe na bacha
Saka,
Woh juda bhi kaise howa
Ke mein,
Koi rasam tak na nibha
Saka... 

    aashiane ki baat kar    
Aashiane ki baat karte ho dil jalane ki baat karte ho,
Mujhko apni khabar nahin yaaron tum zamane ki baat karte ho .
saari duniya ke ranjo gum dekar muskurane ki baat karte ho.
Haadsa tha guzar gaya kyun kisi ke jaane ki baat karte ho.
kuchis tarha se mera saaze zindagi tuta.
Kyun shagufta saaz ke taron ki baat karte ho.
Aashiyane ki baat karte ho aur dil jalane ki baat karte ho. 

    waqt guzar a raha pa    
Waqt guzarta raha par $an$ thami c thi,
MU$KURA Rahe thay hum par ankho may nami c thi,
$th hunare ye jahan tha $ara,
par na jane kiun tumhari kami c thi....!

unho ne dekha aur a    
Unho ne dekha aur "AAN$OO" gir pare,
bhari bar$at main jai$ay phool bikhar pare,
dukh woh nahi k unho nay alwida kaha,
dukh tu ye hai k u$ k baad wo khud ro pare.....

No comments